Search This Blog

Categories

Xiaomi Redmi Note 8 vs Samsung Galaxy M11 Compare | Redmi Note 8 Specification & Samsung M11 Gsmarena - Seeallgadget

Xiaomi Redmi Note 8 vs Samsung Galaxy M11 Compare Iss post me  " Redmi Note 8"   and  " Samsung Galaxy M11   Mobile phone ka ...

Best Gadgets Review

  • ()

Most Popular

Friday, August 21, 2020

Xiaomi Redmi Note 8 vs Samsung Galaxy M11 Compare | Redmi Note 8 Specification & Samsung M11 Gsmarena - Seeallgadget

  Best Gadgets Review       Friday, August 21, 2020

Xiaomi Redmi Note 8 vs Samsung Galaxy M11 Compare



Iss post me "Redmi Note 8" and "Samsung Galaxy M11 Mobile phone ka Comparison" me kya kya dekhne ko milega isbareme aplogo ke sath share karunga or in phone me kya achha hai or kya kya kaame hai sab details me bataunga, sabse best phone konsa hai wobhi bataunga. So, please post ko last tak read jarrur karen.


Redmi Note 8 Specification &  Samsung M11 Gsmarena


Firstlook : 

" redmi note 8 specification | samsung m11 review "

Toh agar aap ek mobile kharidneki soch raheho toh redmi ka hai Note 8 or Samsung ka hai M11 jo abhi halimain Launch hua hai. Note 8 apko mil jayega 12000 ( redmi note 8 price in india ) me or Samsung M11 mil jayega 12,999 me Matlab ki 13,000 me. Toh chaliye partehe agar aap 12000 kharach kartehain toh Note 8 me kya kya miltehain, Toh Sabse pahele Box Open karne ke baad mil jatahai ek sim ejector tool, User manual or ek Soft back cover. Phir atehain Type-c data cable jo kafi soft cable cable or iska Quality badiya hai. or mil jatahain black colour main Charger jiski Build quality kaffi acchi hai or eah 18W ka Fast charger hai, saath e Fast charging ka support bhi mil jatahain is phone k andaar. Toh eah sara saman mil jatahain Redmi Note 8(redmi note 8 price) ke sath. Toh sabhe samaan badiya diya hai Type-c charging cable 18W Adapter or fast charging support.

             Toh chaliye partehain agar 13000 kharach karteho toh Samsung M11(samsung m11 gsmarena) ke saath apko kya kya miltehain . Toh jaisehe box open kartehe uske andaar ek mini box mil jatahain, jiske andaar mil jatahain kuch 'user manual' lekin Back cover isme nehi dekhne ko milega . Toh agaar apko backcover ki jarrurat hai toh apko alaag se kharidna parega . uske baad box ke andaar mobile ke review dekhenge lekin usse pahele isme bhi aapko Type-c cable mil jatahai or jo kafi acchi quality hai or iska length Redmi Note 8 ka Cable se kam hai, lekin overal accha hai. Phir isme apko 15W ka Fast charging Adapter mil jatahain or Saath he isme bhi apko Fast charging support mil jatahain. Agaar overal bat kare toh dono phone me kuch khas defference nehi hota tai , sirf Redmi me 18W fast chager or uske saath backcover atahain or Samsung M11 me apko 15W ka fast charger mil jatahain lekin backcover nehi atahain.  Toh Redmi note 8 ko 20% marks dena chahiye or Samsung ko 10% Marks dena chahiye.


Design :

Toh chaliye ab design ke barame baat kartehain, Friends design ke andaar kafi bara fark hai. Samsung M11 me apko Plastic Body dekhne ko miltahain or kafi plan design hai or dusre taraf Redmi ki baat kare toh isme backsite me apko Gorilla Glass Protection body dekhne ko mil jatahain. Samsung me kafi Hard plastic use kiyahain or Redmi me dono site me apko Gorila glass 5 ki protection diya geya hai. Toh Overall baat karen toh dono ke body structure meterial hard hai or look ki baat kare toh Redmi note 8 ka look jyada accha hai Samsung se. Dono phone me apko left side me sim tool kit dekhne ko milega, inme 2 sim card or 1 memory card ki space apko mil jayega. Niche ki oor apko Type-c Charging point, mic, Speaker mil jatahain or Headphone ki jack redmi me niche mil jatahain or samsung me apko upaar ki taraf dekhne ko milega. Dono phone ki right side me apko Volume up-down buttom dekhne ko milega , saath he Redmi Note 8 ka Camera thoda bahar ki taraf dikhai dekha apko jo samsung ki comparison se jyada bahar hai. Upaar ki taraf dono mobile me noise cancellation mic mil jata hain or Note 8 me IR Bluster bhi diya geya hai jisse Mi remote kam kartahain toh TV  ko mobile se control kar saktehain.


Camera :

Abb baat karen Camera ki Samsung M11 Camera me piche apko 13MP(F1.8) - 5MP(F2.2) 115degree Ultra Wide - 2MP(F2.4) ka three camera apko dekhne ko milega or front camera ki baat kare toh front me apko 8MP(F2.0) camera dekhne ko mil jatahain. or isme apko Fringerprint scanner Piche body me dekhne ko milega.

          Agar Redmi Note 8 ki baat kare toh isme apko piche ki taraf 4 Camera dekhne ko milega , jisme ek hai 48MP ka 8MP ka or baki dual camera 2MP ka dekhne ko milajatahin or iska front camera ki baat karen toh front me apko 13MP ka front camera mil jatahain or isme bhi apko Fringerprint scanner Piche body me dekhne ko milega.

          Toh agar overall baat kare toh camera bhi Note 8 jyada clearity ke saath apko dekhne ko milega samsung ki camera se or apko iss dono mobile meese konsa mobile jyada accha laga hai niche comments karke bataye.


Display :

Abb atehain Display ki taraf . Display ki baat karen toh Samsung M11 me 6.5inch ke aspaas display diya hai or Redmi note 8 me apko 6.3inch ki display miltehain . Toh display ki size me apko Samsung ki display jyada bada(big) miltahain. lekeen baat karein Display quality ke bareme , toh M11 me apko TFT (Infinity-O) Display miltehain or Redmi note 8 me IPS display mitehain.


User Interface :

Samsung M11 or Redmi Note 8 iss dono phone ki user interface karen toh Redmi me apko interface kafi simple diya geya hai , home screen me hi apko saree applications dekhne ko milega. Leking dusre taraf M11 me samsung ka bani UI diya geya hai jo kafi optimize hai or use karne me apko koi dikkat nehi hone wala hai. Home screen ko upaar niche swip karne par apko saree application dekhne ko miljatahain. Agar aap smoothness ki baat kare toh Note 8 ka smoothness badiya hai M11 se. Toh overall user interface or User feedback ki baat kare toh isme bhi Note 8 ko jyada point miltehain samsung M11 ki comparison se.

                          

Redmi Note 8 vs Samsung M11 4gb Ram



Storage : 

Dono(redmi note 8 4gb) mobile me(samsung m11 4gb) 4GB ki RAM 64GB ki Storage mil jata hain. 64GB me se apko Note 8 me diya hai 49GB ke aspaas apko available space milega or Samsung ke M11 me diya hai 49.5GB(samsung m11 4/64) ke aspaas. Toh overall 500MB ka hi farak dekhne ko miltahain naki jyada .


OS :

Redmi ka Note 8 me Android ka 9 pie Version diya geya hai or Samsung me apko Android 10 Dekhne ko mil jatahain. Iss Comparison me Samsung jyada accha hai.


Battery:

Battery ki baat kare toh Redmi ki Note 8 me Battery detihain 4000mAh ki 1 din Battery Backup aram se chal jayega Iska battery kafi acchi hai or Samsung me apko 5000mAh ki battery dekhne ko milega jo 1 din aram se aap use kar sakteho sathe Battery backup bhi kafi acchi hai . Overall baat karen toh Samsung ki Battery jyada long apko miltahain Redmi ki Comparison me.


Samsung M11 vs Redmi Note 8 Gsmarena


Processor :

Abb baat kartehain Processor ki , toh processor me apko kafi farak dekhne k milega. samsung m11 processor me diya geya hai Snapdragon 450 Processor aur woh he Dusri taraf Note 8 me apko Snapdragon 665 Processor dekhne ko mil jatahain.

           Halaki 12000 ki price range me apko kuch processor or bhi dekhne ko mil jatehain lekin Samsung me kafi halka processor miltahain jo aaj ki date me price value nehi hota hain. Toh overall Note 8 me jyada accha diya jata hain Samsung ke Comparison se.


            Toh Agar aap Normal User hai halka kaam jaise Facebook,Youtube,Chatting,Camera or jo bhi Normal kaam hain inme aram se kar saktehain. Lekeen agar aap heavy kaam karna chatehain toh aap Redmi ko choose karsaktehain keuki Redmi me apko powerfull proccessor miltahain jo Heavy kaam ko bhi smoothly run karayega or Apko kaam karne me koi dikkat nehi hoga. Redmi me aap thora bohot Gaming bhi khel Sakteho jaise ki PUBG-MOBILE, FREEFIRE, CALL OF DUTY, FAST & FURIOUS, ASSAULT RIFLE etc. 


redmi note 8 vs samsung m11 :

 Toh finally aap confused honge ki konsa mobile apko lena sahi rahega ? toh iss question ki jawab apko mil jayega post ko parte rahein. Agar Online purchase karna chahetehain toh samsung m11 flipkart me ja saktehain.


           Sabse mein baat hai ki apko konse Company ko jyada better lagtehain or konsa nehin Samsung or Redmi . Agar apko display acchi chahiyen toh Display me apko samsung me jyada bada dekhne ko milega punctual camera ke saath or Redmi me Display ki quality jyada metter kartehain design se jo ki Redmi note 8 me apko mil jayega. Toh acchi display ke liye aap Note 8 ko kharid satehain. Iske walaba agar apko metter kartihain battery ki toh Samsung me 5000mAh ki bada battery miltahain jo jyada time backup denge. Toh battery me aap samsung ko kharid saktehain lekin apko camera bhi accha chahiyen toh Camera me Redmi Note 8 jyada clearity or better dekhne ko milega. Toh Camera me Redmi note 8 me aap ja saktehain. Iske walaba agar apko proccessor or Design accha chahiyen toh bhi Redmi Note 8 ko kharid saktehain. Toh overall Baat karen toh Samsung me sirf apko Battery accha miltahain or baki sabme thora kaam e nazar atahain Redmi ki comparison me se. Toh Redmi ko ham marks denge 90% or Samsung ko 60% . 


Redmi Note 8 Release Date : 2019 , OCTOBER 16


 ::: redmi note 8 vs samsung m11 :::

  • redmi note 8 vs Samsung m11 4gb ram
  • redmi note 8 pro vs Samsung m11
  • redmi 8 vs Samsung m11
  • redmi note 8 vs Samsung m11 4 64
  • redmi note 8 vs samsung m21
  • redmi note 8 price
  • Samsung m11 vs redmi note 8 gsmarena
  • Samsung m11 vs redmi note 9 pro



Thanks for reading >>>>
logoblog

Thanks for reading Xiaomi Redmi Note 8 vs Samsung Galaxy M11 Compare | Redmi Note 8 Specification & Samsung M11 Gsmarena - Seeallgadget

Newest
You are reading the newest post

No comments:

Post a Comment

Don't Write Any Scam Message in Comment Box | Comment Box में कोई भी घोटाला संदेश ना लिखें